Aug 21, 2013

Engineering Student

Ek bar engineering ke sabhi Professores ko
ek plane mein bithaya gaya.


Fir announce kiya gaya ki
“YE PLANE APKE STUDENTS NE BNAYA HAI”


Sab profesrs utar gaye…




 







Par principal baithe rahe

Logo ne pucha: Aapko Darr nahi lgta?

Principle: Muje apne studnts par pura bharosa hai.

Ye start hi nahi hoga!!

Santa - Bus Accident

Bus Accident

Man Crying: Mera hath kat gaya.


Bahut dard ho raha hai.




 











Santa: Abey chup baith.
 

Wo dekh uska gala kat gaya,
 

Fir bhi chup-chaap pada hai..!!

Aug 19, 2013

Happy Raksha Bandhan

Kaamyabi tumhare kadam chume,

Khushiyan tumhare charo aur ho,
 

Par bhagwan se itni prarthana karne ke liye,

 







Tum mujhe kuch to commission do!
 

To my extremely lovable (but kanjoos) brother
 

Just kidding as always.
 

“Happy Raksha Bandhan.”

My Sweet Sister - Happy Raksha Bandhan

Neend apni bhula kar sulaye humko,


Aansu apne gira ker hasaye sabko,

 




Dard kabhi na dena us devi ke avtar ko,


Jamana jise kehta hai bhain jisko,

 
Happy Raksha Bandhan sweet Sis

Santa in Class Room

Teacher-Un do kings ka naam batao

Jinhone duniya ke logo ko nayi raah pe chalaya









 







Santa confidently answered- Sir

1-SMOKING


2-DRINKING.........

પત્ની અને ચા

"પત્ની અને ચા"

મદ્રાસી માટે ..........બંન્ને કાળી

પંજાબી માટે। ........બંન્ને સ્ટ્રોંગ

બંગાળી માટે। ....... બંન્ને સ્વીટ

ગુજરાતી માટે
.
.
.
.
ગમ્મે એવી  હોય, જોઈએ એટલે જોઈએ જ

Santa in Train

Santa train me ek seat par akela leta tha
.
Ek aadmi aaya aur bola:"bhai thoda side me ho jaiye mujhe bhi baithna ha

Santa:"tujhe pata hai mai kaun hu..??

Aadmi darr k dusri jagah baith gaya
.
phir ek pahalwan aaya aur bola:"side me ho ja chotu mujhe baithna hai
.
Santa:"abe oye tujhe pata hai mai kaun hu
.
Pahalwan ne santa ki gardan pakad k utha liya aur bola:"haanbol tu kaun hai..??
.
Santa:"ji mai " Bimaar " hu.. 2 din se tezz bukhar hai......