Sep 23, 2013

Santa ki Shaadi ke 3 Mahine Baad hi Beta ho Gaya


Santa ki shaadi ke 3 mahine baad hi beta ho gaya.

Santa: Ye 3 mahine mein bacha kaise ho gaya?

Biwi: Aapki shadi ko kitna time hua hai?

Santa: 3 mahine.

Biwi: Aur meri shadi ko?

Santa: 3 mahine.

Biwi: Aur bachcha kitne time baad hua?

Santa: 3 mahine baad.

Biwi: Total kitne mahine ho gaye?

Santa: Ohh teri vakai, 9 mahine ho gaye!
time ka pata hi nahi laga? 

No comments: